LOGOSBASE
Bibles
About
Read Roman Urdu Geo zabūr 119 Bible Online
Roman Urdu Geo
Serafín de Ausejo, 1975
Biblia al Día
La Biblia del Oso 1569
Biblia del Oso 1573
La Biblia Hispanoamericana (Traducción Interconfesional, versión hispanoamericana), 2011
Biblia de Jerusalem 3-Edicion
Biblia de Jerusalén (1975)
Biblia Latinoamericana, 1995
La Palabra (BLPH), versión hispanoamericana, 2010
Biblia de nuestro Pueblo
La Biblia Textual
La Biblia Castilla 2003
SAGRADA BIBLIA
Biblia Corona de Jerusalen
Biblia Dios Habla Hoy, 1994
Dios Habla Hoy (DHH) versión española
Español Sagradas Escrituras (1569)
Sagrada Biblia — Universidad de Navarra, 2016
Jünemann Septuaginta en español
Traducción Kadosh Israelita Mesiánica
La Biblia de las Américas, 1997
El Libro del Pueblo de Dios
Biblia Septuaginta al Español (LXX)
La Santa Biblia, Nueva Biblia al Dia, 2008
Biblia de Jerusalén, 1998
Nueva Biblia de las Américas
Nueva Biblia Viva
Nueva Reina Valera
Nueva Traducción Viviente, 2009
La Santa Biblia, Nueva Versión Internacional, 2015
La Biblia: La Palabra de Dios para Todos, 2012
Reina Valera 2020
Biblia Platense
Reina Valera 2020
Reina-Valera 1995
Reina Valera Actualizada, 1989
Reina Valera Contemporánea, 2011
Reina Valera Gómez, 2010
Reina Valera Independiente, 2012
Español Reina Valera
Versión Biblia Libre
Versión Israelita Nazarena 2011
Amplified Bible, 2015
American Standard Version
Good News Bible
King James 1611
The Message
New International Version, 2011
luganda
dhopadhola
saamia
Alur
Ateso
lokele
kinyarwanda
Runyoro - rutooro
lunyore
kiswahili
kumam
lango
lugbara
anuak
lumasaaba
lunyole
ngakarimojong
bariba
fon
lango
maale
sango
sebat bet gurage
south west gbaya
kele
lega-mwenga
nande
ngando
songe
tetala
tshiluba
zande
basketo
koorete
majang
sekkacho
sekkacho
west central oromo
xamtanga
zemba
daasanach
digo
kuria
lubukusu
lulogooli
luo
pokomo
pokoot
rendile
suba
tharaka
tsotso
turkana
wanga
lambya
chopi
cisena
gitonga
ronga
tshwa
tsonga
zemba
abua
bali
bassa
berom
bura-pabir
ebira
efik
eggon
ejagham
eten
gungbe
hausa
hyam
icen
idege
idoma
igala
ikwere
irigwe
izere
kalabari
kirikeni
kutep
mada
mbula bwazza
mumuye
ninzo
north okpela arhe
nso
nya huba
obolo
tiv
tula
tyap
urhobo
yoruba
Hmong Njua
bahnar
Jarai
koho
Muong
Hmong Daw
Nung
Rade
Tày
Yupik
Gullah
Hopilàvayi
Hawaii Pidgin
Pennsylvania German
Ntcham
gen
Kabiyè
Moba
Akha
Hmong Njua
Iu Mien
Aramaic Peshita
Aukan
Caribbean Javanese
Patamona
Saamáka
Southern Sotho
Kahua
Ajië
Bilua
Sie
Futuna-Aniwa
Hindi, Fiji
Nguna Togoa Etafe North
Hano
West Ambae
East Ambae
Uripiv-Wala-Rano-Atchin
Varisi
Kuranko
Kono
West-Central Limba
romani
Binukid
Balangao
Central Bicolano
Caluyanon
Hiligaynon
Mansaka
Kapampangan
Pangasinan
Iloko
Amarakaeri
Arabela
Bora
Murui
Capanahua
Sharanahua
Matsés
Nomatsiguenga
Ticuna
Urarina
Nivaclé
Lengua Sur
Avañe'e
San Blas Kuna
Dulegaya
Western Panjabi
Zarma
Mískito
Mayangna
Ama
Auyana
Girawa
Bunama
Benabena
Kein
Baruya
Fore
Umanakaina
Guhu Samane
Golin
Halia
Huli
Iwam
Keapara
Kilivila
Kalam
Komba
Kurada
Kwanga
Keyagana
Kosena
Siane
Tungag
Managalasi
Orokaiva
Oksapmin
Folopa
Rotokas
Salt-Yui
Siane
Kanasi
Saposa
Seimat
Sembeleke
Weri
Usan
Yamano
Yau
Achang
Falam Chin
Lautu Chin
Mro-Khimi Chin
Hakha Chin
Khumi Chin
Siyin Chin
Tedim Chin
Zotung Chin
S'gaw Karen
Lashi
Matu Chin
Maru
Mün Chin
Tase Naga
Siyin Chin
Zou
Zokam
wa
Makhuwa-Shirima
Tarifit
Pohnpeian
Amuzgoan
Highland Puebla Nahuatl
Tabasco Chontal
Ojitlán Chinantec
Ozumacín de Chinantec
Latani Chinantec
Lalana Chinantec
Tlatepuzco Chinantec
El Nayar Cora
Chol
Tepetotutla Chinantec
Usila
Wixárika Niukiyari
Huastec
Ombeayiiüts
Jach-t’aan
San Jerónimo Tecóatl
Jalapa de Díaz
En Ngixo
Mixtec
Ocotepec Mixtec
Peñoles
Pinotepa Nacional Mixtec
Coatzospan
San Juan Colorado Mixtec
Silacayoapan Mixtec
Yosondúa Mixtec
Totontepec
Cristobál-Chayuco
Ixcatlán Mazatec
Mazatlán Mixe
Northern Oaxaca Nahuatl
Mezquital_Otomi
Querétaro Otomi
Highland Popoluca
Sayula Popoluca
Western Highland Purepecha
Biblia Mixe de Quetzaltepec
Upper Necaxa Totonac
Xasasti talacaxlan
Tojolabal
Xicotepec De Juárez Totonac
Papantla Totonac
Tlachichilco Tepehua
Tzeltal
Tzotzil
Bats'i k'op
Huarijio
Diuxi-tilantongo
Magdalena Peñasco
Yucateco
Ocotlán Zapotec
Isthmus Zapotec
Miahuatlán Zapotec
Ozolotepec Zapotec
Rincón Zapotec
Tabaa Zapotec
Mitla Zapotec
Coatecas Altas Zapotec
Copainalá Zoque
Choapan Zapotec
Yalálag Zapotec
Chichicapan Zapotec
Quioquitani-Quierí Zapotec
Medumba
Boros Dusun
Biatah Bidayuh
Kadazan Dusun
Iban
Western Penan
Timugon Murut
Wahau Kenyah
Lambya
Sena
Bribri
Bassa
Bandi
Grebo, Northern
Kpelle
Klao
Eastern Krahn
Western Krahn
Southern Kisi
Loma
Mano
Vai
Jamaican Patois
Alladian
Baoulé
Ebrié
Yocoboué Dida
Sénoufo, Cebaara
Sénoufo, Tagwana
Yaouré
Batak Angkola
Uab Meto
Casuarina Coast Asmat
Aralle-Tabulahan
Batak Toba
Besoa
Banggai
Bima
Biak
Berik
Balantak
Manggarai
Batak Dairi
Batak Simalungun
Batak Karo
Central Asmat
Upper Grand Valley Dani
Mid Grand Valley Dani
Western Dani
Galela
Ekari
Hatam
Sabu
Bambam
Abun
Da'a Kaili
Rampi
Lampung Api
Saluan
Malay, North Moluccan
Ma'anyan
Manikion
Mongondow
Mamasa
Una
Nduga
Ngaju
Nalca
Ninia Yali
Napu
Ot Danum
Uma
Central Malay
Rejang
Sahu
Sawi
Toraja-Sa'dan
Sangir
Ngalum
Tobelo
Talaud
Tamnim Citak
Tontemboan
Tombulu
Termanu
Citak
Damal
Wano
Silimo
Kambera
Malay, Manado
Pass Valley Yali
Angguruk Yali
Adi
Galo
Aimol
Anal
Apatani
Bagheli
Pahari, Mahasu
Haryanvi
Biete
Car_Nicobarese
Chambeali
Falam Chin
Hakha Chin
Dogri
Dhundari
Dimasa
Gaddi
Garhwali
Gangte
Goan Konkani
Hmar
Hrangkhol
Kodava
Kurumba, Kannada
Bilaspuri
Pahari, Kullu
Khiamniungan Naga
Komrem
Lamkang
Mandeali
Mannan
Karbi
Mising
Mewari
Muthuvan
Chang Naga
Konyak Naga
Rongmei Naga
Chothe Naga
Nocte Naga
Angami Naga
njo
Nyishi
Thangal Naga
Maram Naga
Tangkhul Naga
Monsang Naga
Moyon Naga
Northern Rengma Naga
Wancho Naga
Phom Naga
Pochuri Naga
Southern Rengma Naga
Chokri Naga
Sangtam Naga
Sumi Naga
Tase Naga
Zeme Naga
Paite
Paite Chin
Poumei Naga
Riang
Ranglong
Simte
Shekhawati
Tulu
Thado Chin
Tarao Naga
Kok Borok
Vaiphei
Adilabad Gondi
Kangri
Yimchungru Naga
Zou
Garifuna
Tolpan
Hadiyya
Kpelle
Kissi
Sosoxi
Dagbani
Southern Dagaare
Ga
Lelemi
Nzema
Sehwi
Konkomba
ewe
Twi Asante
Mandinka
Bohairic
Coptic
Sahidic Coptic
Chuj San Mateo
Kaqchikel
Kekchi
KekchíD
Q'anjob'al
Mam
Poqomchi'
Poqomchi
Q'anjob'al
A'ingae
Shuar
Chimborazo Highland Quichua
Imbabura Highland Quichua
Kichwa
Cañar Highland Quichua
Paikoka
Papiamento
Bribri
Beembe
Carapana
Comaltepec Chinantec
Cuiba
Jiwi
Namrrik
Guayabero
Camsá
Míkmawísimk
Macuna-Erulia
Noanamá
Piratapuyo
Saija
Wa’ikhana
Tunebo
Jukuna
Míkmawísimk
Awing
Aghem
Esimbi
Denya
Babanki
Mmen
Bakoko
Bum
Mokpwe
Akoose
Cuvok
Dii
Doyayo
ejagham
Ewondo
Fulfulde
Fulfulded
Gidar
South Giziga
Northwest Gbaya
Northwest Gbaya
Ngomba
kapsiki
Kenyang
Bafia
KapsikiDC
Karang
Nomaande
Limbum
Lamnso
Masana
North Mofu
Mpumpong
Mundani
Mousgoum
Samba Leko
Ngemba
Ngombale
Ngiemboon
Tigon Mbembe
Oku
Koonzime
Peere
Pinyin
Pana
Punu
Isu
Tupuri
Tunen
Vute
Weh
Nugunu
Yambeta
Yaouré
Birifor, Malba
Dagara, Northern
Gourmanchéma
Lyélé
Samo, Southern
Apalaí
Cubeo
Guaraní: Mbyá
Hixkaryána
Kadiwéu
Karaja
Sateré-Mawé
Nadëb
Paumarí
Terêna
Dahseyé
Kayapó
Xavánte
Nhengatu
Kalanga
Naro
Chipaya
Cavineña
Chiquitano
Ese Ejja
Simba
Guanano
Guarayu
Ignaciano
Wichí Lhamtés Nocten
Tacana
Belize Kriol
Bawm Chin
pap
Iyojwa'ja Chorote
Mocoví
Kabyle
Pilagá
Toba
Hiligaynon
Dari
Hazaragi
Shughni
Kuranko
Tunisian Arabic New Testament
Greek Orthodox New Testament
Moroccan Standard Translation
New_Van_Dyck_Arabic_Bible
New_Van_Dyck_Arabic_Bible
Arabic Bible: Easy-to-Read Version
live Arabic(targamet El hayah)
Original God's Name's Van Dyck Bible
Sharif Arabic Bible,
الكتاب المقدس، الترجمة العربية المبسطة
فانديك - Smith Van Dyke
True Meaning Arabic
KITAB SUCI
Библия Церковнославянская,
Новый Завет на церковнославянском языке
Библия Церковнославянская 1900
Библия Церковнославянская
Елизаветинская Библия, 1751
原文直譯參考用(CBOL)
Xitsonga
Contemporary Tsonga Bible 2024
Bibela ea Boitsépho 1890 (Sechuana Tlhaping - Moffatt Bible)
new_tumbuka_bible
Kutsal Kitap ve Deuterokanonik Kitaplar
Kutsal Kitap Yeni Ceviri, 2008
Kitab-ı Mukaddes Şirketi 2018
Te Tusi Tapu I Te Gana Tuvalu Lomiga Lua
Ыдыктыг Библия, 2011
Akuapem Twi Contemporary Bible 2020
Revised Akuapem Twi DC-KYERƐW KRONKRON
New Revised Asante Twi Bible
Ukrainian Contemporary Version 2023
Святе Письмо, Переклад Івана Хоменка, 1963
Біблія. Новий переклад УБТ Рафаїла Турконяка (1997-2007)
Біблія в пер. Івана Огієнка, 1962
Біблія, Куліш
Embimbiliya - Bíblia Sagrada em Umbundu
UGV Devanagari – किताब-ए मुक़द्दस
Roman Urdu Geo
اردو جیو ورژن
ھازىرقى زامان ئۇيغۇرچە تەرجىمىسىUyghurche Muqeddes Kitab Jemiyiti-
كتاب مقدّس, 1950
Vietnamese Bible: Easy-to-Read Version
Lời Chúa Cho Mọi Người, 2012
Kinh Thánh Bản Dịch Mới, New Vietnamese Bible, 2002
Revised Vietnamese Version Bible, 2010
Ўзбек тилидаги Муқаддас Китоб, 2013
Муқаддас Китоб Uzbek
Uzbek Muqaddas Kitob
Ўзбек тилидаги Муқаддас Китоб (ЎЗМК), 2013
O‘zbek tilidagi Muqaddas Kitob, 2013
Kinh Thánh Bản Dịch Mới
Vietnamese Bible (1934) – Kinh Thánh
Thánh Kinh: Bản Phổ thông
Kinh Thánh Tin Lành, 1934
Vietnamese Contemporary Bible (Kinh Thánh Hiện Đại)
Kivunjo New Testament 1999
Waray Samarenyo Meaning Based
Y Beibl Cymraeg Newydd, New Welsh Bible, 1988
Beibl Cymraeg Newydd Diwygiedig yn cynnwys yr Apocryffa 2004
Gobaith i Gymru
Cymdeithas y Beibl
William Morgan Bible 1588 original edition
YORUBA BIBLE CROWTHER VERSION – Bibeli Mimọ
Bíbélì Mímọ́ ní Èdè Yorùbá Òde-Òní
Bíbélì Mímọ́ ní Èdè Yorùbá Òde Òní, 2014
Bíbélì Mímọ́, Yoruba Bible, 2010
Contemporary Zulu Bible 2024
俄羅斯正教文理《希臘原文新約聖經》附《官話聖詠經》
淺文理和合本 - Easy Wenli Union Version,
神天聖書
Kernewek
Мукъаддес Китап къырымтатар тилинде,
Мукъаддес Китап
NOVI ZAVJET I PSALMI - 1. izd. -
Knjiga O Kristu
Biblija (Šarić)
Hrvatski Novi Zavjet
Biblija na hrvatskom
Krscanska sadasnjost
Biblija: suvremeni hrvatski prijevod
včetně DTK
překlad
Bible kralická
Bible Kralická
Bible kralická, 1579 (NZ)
Ekumenický překlad, 1979
Ekumenický překlad, 1977
Dr. Rudolf Col (NZ - 1947)
Český studijní překlad (2009)
Ceský studijní preklad
Dr. Jan Hejčl (1930)
Nová smlouva, 2000
Český studijní překlad Miloše Pavlíka
Bible v češtině se Strongovými čísly a morfologickými kódy
Překlad_NZ
Slovo na cestu 2000
Slovo na cestu 2012
Jan Ladislav Sýkora
Dansk Bibel
Bibelen på Hverdagsdansk
Danske Bibel 1871/1907
Det Danske Bibel
Lindberg Bibelen af 1866
Det Nye Testamente, Ole Wierøds
Dargi
EBV24_een_eigentijdse_Bijbelvertaling
een_eigentijdse_Bijbelvertaling edition Jongbloed 1995
LAYIDUKURA
Jula
dyu
La Sankta Biblio esparanto
La Sankta Biblio 1926 esparanto
La Sankta Biblio, sen Ĉapelo esparanto
Se Wsi Testamentti finnish
Se Wsi Testamentti 1548 sanasta sanaan
Coco Pyhä Raamattu, 1642
Coco Pyhä Raamattu 1642 apokryfit
Raamattu, 1776
Biblia 1776 apokryfit
Biblia. Kirkkoraamattu, 1938
Kirkkoraamattu 1933/38 alaviitteineen
Raamattu Kansalle, 2012
Pyhä Raamattu
Toivo Koilo Suuri Ilosanoma
Bible Bovet Bonnet
Bible de Genève
La Bible de Sacy
La Bible des Peuples, 1998
La Bible du Semeur, 2015
La Bible expliquée
La Bible en français courant, 1997
Bible de Pirot Clamer
Bible Vigouroux, 1902
La Bible de Zadoc Khan
La Bible Chouraqui
La Bible Augustin Crampon 1923
la Bible de Darby, 1890
French Darby,
French Darby 2013
La Bible en français courant
King James Française
Bible Segond
La Sainte Bible de Machaira 2016
La Bible Martin
Nouvelle Segond révisée, 1978
La Sainte Bible Ostervald
Bible Parole de Vie
Parole de Vie 2017
Bible Perret-Gentil et Rilliet, 1861
Sainte Bible Fillion, 1904
Ени Бааланты гагауз дилиндӓ, 2006
Eni Baalantı gagauz dilindä, 2006
Biblia SEPT
Nuevo Testamento na Mundurukú, 2010
Ge'ez NT – ሐዲስ ኪዳን በልሳነ ግእዝ
ახალი გადამუშავებული გამოცემა 2015
ადიშის ოთხთავი 897 წ. – ძველი მონუსკრიპტები
ქართული ბიბლია, სრული ვერსია
ქართული ბიბლია, სრული ვერსია
ბიბლია
მცხეთური ხელნაწერი–გ. მთაწმინდელი
საპატრიარქო
სბს–სტოკჰოლმი 2001
სბს–2013
ახალი ქართულით, Modern Georgian Bible, 1982
ძველი ქართულით
ახალი აღთქმა
ვანის ოთხთავი, Vani Gospels
Arndt Bibel deutsch
Alemannische Bibel NT
Abraham Meister NT
Albrecht Neues Testament und Psalmen, 1926
German Textbibel AT, 1906
Die Bibel in deutscher Fassung
Die Bengel Neuen Testament
De Wette
Die Heilige Schrift - Übersetzung des AT
Elberfelder Bibel 2006
Elberfelder 1871
Elberfelder 1905
Elberfelder Übersetzung
Die Bibel, Eß
Free Bible 2004 (DE)
Die Bibel. Übersetzung von Benjamin Fotteler, 2022
Neues Testament, Interlinearübersetzung
Kistemaker NT
Konkordantes Neues Testament , 1939
Textbibel von Kautzsch und Weizsäcker
Luther 1545 (Letzte Hand)
Luther Bibel, Wittenberg 1545, Letzte Hand mit Apokryphen
Luther Bibel 1912 mit Apokryphen
Menge-Bibel
Die Bibel – Übersetzt von Hermann Menge – Sonderausgabe
Münchener Neues Testament, 1998
NeÜ bibel.heute
Katholische Pattloch Bibel, 1980
Schlachter 1951
Die Piscator-Bibel NT
Die Schrift, 1929
Die Heilige Schrift, 1954
Stuttgarter Kepplerbibel, 1986
Studienübersetzung 2018
Tafelbibel, 1911
Darby Unrevidierte Elberfelder
Das Neue Testament. Grundtextnah übersetzt von W. Einert. 2018
Zürcher Bibel 2007
ZION-Bibel
Zürcher Bibel 2007
Zürcher Bibel 1931
Ghomala New Testament
Te B'aib'ara
KITABI HABARI MOPIOHE
H Αγία Γραφή στη Δημοτική (Filos Pergamos)
Νεοελληνική Μετάφραση Λόγου
Μετάφραση Νεόφυτου Βάμβα
Νέα Δημοτική Μετάφραση
Νέα Ελληνικά βιβλία, 1901
Μετάφραση Σπύρου Φίλου, Modern Greek Bible
Η Αγία Γραφή (Παλαιά και Καινή Διαθήκη)
Η Αγία Γραφή με τα Δευτεροκανονικά (Παλαιά και Καινή Διαθήκη)
The New Testament in Modern Greek (Vellas Version) – Η Καινή Διαθήκη του
Gujarati NT: Easy-To-Read Version, 2005
પવિત્ર બાઈબલ
Gujarati Bible – ગુજરાતી બાઇબલ
Gujarati Common Language Bible - પવિત્ર બાઇબલ C.L.
Gujarati Old Version
Delitzsch's Hebrew New Testament 1877, 1998 (with vowels)
Delitzsch's Hebrew New Testament 1877, 1998 (with vowels)
כֶּתֶר אֲרָם צוֹבָא - Tanah Aleppo Codex
Hebrew Study Bible, The text is the Westminster Leningrad Codex
Westminster Leningrad Codex (with vowels) hebrew
Modern Hebrew Bible, compilation from Westmister (OT) and Salkinson-Ginsburg (NT)
Westminster Leningrad Codex (morphological with vowels and accents)
Westminster Leningrad Codex (consonants)
Westminster Leningrad Codex (with vowels and accents)
תרגום יונתן בן עוזיאל - The Targum of Jonathan Ben Uzziel
Salkinson-Ginsburg Hebrew New Testament 1886, 2018 (with vowels)
Modern Hebrew New Testament 1976, 2010 (with vowels)
Hebrew Bible: Tanakh (Leningrad Codex)
Hindi Bible (WBTC)
Hindi Bible (BSI)
पवित्र बाइबल Hindi Holy Bible: Easy-to-Read Version
Hindi Holy Bible
Hindi Common Language Bible - पवित्र बाइबिल C.L.
Hindi O.V. (Re-edited), पवित्र बाइबिल
The Holy Bible in Hindi – पवित्र बाइबिल
Buka Helaga (Hiri Motu) 1993
Hungarian Bekes - Dalos NT, 1951
Budai Gergely Ujszovetseg forditasa
BIBLIA: Egyszerű fordítás
Újszövetség: élet, igazság és világosság, 2003
Hungarian Bible: Easy-to-Read Version, 2012
Magyar Bibliatársulat újfordítású Bibliája, 2014 (protestáns)
Szent István Társulati Biblia (katolikus)
Káldi-Neovulgáta (katolikus)
Kecskeméthy István Biblia fordítása, 1935
Magyar Újfordítású Biblia
Újszövetség egyszerű fordítás
Ibibio Contemporary Bible 2020
An Bíobla Naofa, 1981
Íslenska Biblían, Icelandic Bible
Icelandic DC Bible Biblían
icelandic Bible 1981 Biblían
Bibliya Yera 1951
Contemporary Kirundi Bible
Perjanjian Baru: Versi Mudah Dibaca, 2005
Alkitab dalam Bahasa Indonesia Masa Kini, 1985
Alkitab Terjemahan Lama
Alkitab Terjemahan Baru, 1974
Terjemahan Lama
Kitab Perjanjian Baru
An Bíobla Naofa 1981
Bibbia CEI 1971
Bibbia CEI 1974
Bibbia CEI 2008
Giovanni Diodati Bibbia, 1649
San Paolo, 1996
La Sacra Bibbia Versione Riveduta 2020 (R2)
La Nuova Diodati 1991
Nuova Riveduta 1994
Riveduta 1990
Riveduta Bibbia, 1927
Versione Diodati Riveduta
Traduzione Interconfessionale in Lingua Corrente 2014
文語訳/明治訳聖書(ルビあり), Classical Japanese - Bungo-yaku/Meiji-yaku, 1953
リビングバイブル, Japanese Contemporary Bible, 1978
ラゲ訳聖書(ルビあり), Raguet-yaku, 1910
口語訳聖書(ルビあり), Colloquial Japanese - Kougo-yaku, 1954/1955
新共同訳聖書, Japanese New Interconfessional Translation Bible - Shinkyodo-yaku, 1987
新改訳聖書 第三版, New Japanese Bible - Shinkai-yaku, 2003
現代訳聖書, Modern Japanese Bible, 1983
Kabardian New Testament, Genesis, Psalms – ХъыбарыфӀыр. ЩӀэдзапӀэр. Уэрэд ЛъапӀэхэр
Kitab Sutji, 1981
Jinghpaw Common Language Bible 2009
Jinghpaw Hanson Version Bible
Шин Бооцан, Эклц, Рут, Цецн Селвгүд, Псалмс, 2013
Swahilli
Swahilli
Swahilli
Swahilli
Swahilli
Swahilli
Swahilli
Swahilli
Swahilli
Swahilli
아가페 쉬운 성경, Agape Easy Bible, 1994
공동번역, Common Translation Bible, 1977
Korean Bible (American Standard Hangul)
Korean Easy Bible
현대인의 성경
Korean Modern Bible
새번역, Korean New Revised Standard Version
Korean Rentier Bible
개역한글
개역개정, New Revised Korean Version, 1998
새번역
현대어성경, Today's Korean Version, 1991
우리말사랑누리집, Korean Bible (Woorimal)
Мьзгини, 2011
Пәймана Ну (Инщил)
Kurmanji Încîl
Kurmanji Încîl, 2009
PEYMANA NÛ 2017 (ÎNCÎL)
Кыргыз тилиндеги Библия, 2004
Iyık Kitep (Ümüt Nuru 2004)
NT LS 2005 – Инжил ЛС (2005
Кыргыз тилиндеги Жаны Келишим (Луч Надежды)
Biblia Sacra juxta Vulgatam Clementinam
Clementine Vulgate
Nova_Vulgata
Nova_Vulgata DC
LATVIJAS BĪBELES BIEDRĪBA
1965. gada Bībeles izdevuma revidētais teksts
Latvian Gluck 8th edition - Glika Bībele
New Latvian Inter-confessional Bible with Deuterocanonicals
Lezgi New Testament – ЦӀийи Икьрар
Mokanda na Bomoi
Kosto Burbulio Biblijos vertimas (1999)
Biblija, arba Šventasis Raštas, 1999
Biblija arba Šventasis Raštas
K. Burbulio vertimas
Iš KJV Biblijos vertė D.Kundrotas
Lietuvos Biblijos draugija
Lietuvos Biblijos draugija DC
Biblija. Senasis Testamentas. Naujasis Testamentas, 2010
Plautdietsch (Low German) – De Bibel
De Bibel JHF
Tshiluba
Tshiluba
MUKANDA WANZAMBI
Свето Писмо (Гаврилова) 1990
Библија, Константинов
Библија, Константинов
Свето Писмо: Стандардна Библија 2006 (со девтероканонски книги)
Свето Писмо: Стандардна Библија 2006 (66 книги)
BIBILLYA Mareiyo Meele a Iruva
Mashami New Testament
Mofa New Testament
Makassar Version – KITTA' MATANGKASA
Ibibiliya mu Shimakonde Imbodi Yaambi na dimbande dya Imbodi Yakala
Makonde 2019
Malagasy
La Bible en Malgache
DIEM PROTESTANTA
Dikateny Iombonana Eto Madagasikara
Malayalam
Maltese Bible with DC – IL-BIBBJA IL-KOTBA MQADDSA
Bible Maori, 1858
Maori Bible 1952 – Te Paipera Tapu
Ngünechen ñi Küme Dungu Mapudungun
Mapudungun
MAASAI REVISED PROTESTANT
Maasai Bible – Biblia Sinyati
Ngowili Yekpei Numu Kpɛlɛɛ Va
KIMERU BIBLE PROTESTANT EDITION
Fɨso Fi
Baibul, Mizo
Mizo Lushai
Mizo_Old_version
Ариун Библи, Mongolian Ariun Bible, 2004
Ariun Bible 2013 – Ариун Библи 2013
SEBR SÕNGO, 1998
Morisien
Moore -WẼNNAAM SEBRE
Oria Indian ଓଡିଆ ବାଇବେଲ
ପବିତ୍ର ବାଇବଲ
Khoekhoegowab
Navajo
Oshindonga-Ombiimbeli Ondjapuki
Oshindonga-Ombiimbeli Ondjapuki 2008
Nepali-पवित्र बाइबल
Nepali New Revised Version, 2012
Soera Ni’amoni’ö, 2009
Nogai
Ndebele-IBhayibhili Elingcwele 2006
Bibelen – Guds Ord 2017
Bibelen - Guds Ord Hverdagsbibelen
Det Norske Bibelselskap, 1930
Norwegian 1978
Bibelen 2011 bokmål
Norsk Bibel 88
Nyamwezi
Buku Lopatulik
Buku Loyera - Chichewa
Chichewa Buku Lopatulika Bible 2014
Tonga
nynorsk 2011
nynorsk 1978
nynorsk 1938
Studentmållagsbibelen, 1921
Oriya Bible: Easy-to-Read Version
Odia Old Version
Хуыцауы Дзырд иронау
Библи: Сыгъдӕг
Pampanga-Ing Mayap a Balita Biblia
Pangasinan
Pashto (Nangahari) — د پښتو مقدس کتاب
Pashto Bible (Yusufzai) — د پښتو مقدس کتاب
Persian Farsi
Persian New Millenium Version
Old Persian Version, 1895, ترجمه قدیم
Persian Old Version, 2011
Today's Farsi مژده برای عصر جدید
Today's Persian Version Revised مژده برای عصر جدید - ویرایش
De Bibel JHF Plautdietsch Low German
Plautdietsch Low German
Sun
Biblia Brzeska, 1563
Biblia Gdańska, 1881
Biblia Tysiąclecia IV
Biblia Tysiąclecia IV, 2003
Biblia Tysiąclecia II, 1971
Biblia Tysiąclecia V, 1999
Biblia Ekumeniczna, 2018
Nowa Biblia Gdańska, 2012
Biblia Paulistów, 2016
Biblia Poznańska I, 1975
Biblia to jest Pismo Święte Starego i Nowego Przymierza I, 2018
Uwspółcześniona Biblia Gdańska, 2018
Biblia Warszawska, 1975
Ewangeliczny Instytut Biblijny
Biblia Almeida Século 21
Almeida Revista e Atualizada, 1959
Almeida Corrigida Fiel, 2007
Bíblia Almeida Recebida, 2011
Almeida Revisada de Acordo
Bíblia Ave-Maria, 1959
Bíblia de Estudo Pentecostal, 2009
a BÍBLIA para todos Edição Comum, 2009
Corrigida Fiel, 1753-1995
Bíblia CNBB (Nova Capa), 2002
Difusora Bíblica Franciscanos Capuchinhos
Bíblia King James Atualizada, 2001
Bíblia King James 1611
Bíblia Livre - Nestle 1904
Bíblia Livre - Textus Receptus
Bíblia Literal do Texto Tradicional, 2015
Bíblia A Mensagem
Nova Bíblia Viva, 2007
Nova Versão Internacional
Biblia Viva 2002
Bíblia Sagrada, Nova Versão Transformadora, 2016
Bíblia Sagrada, Nova Versão Transformadora
Tradução O Livro em Português Comum
Portuguese Corrigida Fiel (1753/1995)
Portuguese Version
Tradução Brasileira, 2010
Portuguese Holy Bible: Easy-to-Read Translation
Punjabi Holy Bible: Easy-to-Read Version-ਪਵਿੱਤਰ ਬਾਈਬਲ
Indian Revised Version (IRV) Punjabi - 2019 – ਇੰਡਿਅਨ ਰਿਵਾਇਜ਼ਡ ਵਰਜ਼ਨ (IRV)
Punjabi Old Version Bible (BSI) – ਪਵਿੱਤਰ ਬਾਈਬਲ O.V.
Tayta Diosninchi Isquirbichishan
DIOSPA QHELQACHISQ Quechua
Quechua Bolivia DC Bible
CHUYA QELLQA La Biblia en Quechua de Ayacucho 2012
Biblia Revisión Chuya Qellqa 1992 – Chuya Qellqa 1992
Quechua Cuzco Bible 1988
Diospa Simin Qelqa
Cook Islands Maori Bible – Bibilia Tapu
Biblia_Dumitru_Cornilescu_2024_romania
Biblia în versuri
Biblia de la Blaj, 1795
Biblia Regele Carol II, 1939
Biblia Traducerea Fidela, 2015
Biblia în Versiune Actualizată, 2018
Ediția Dumitru Cornilescu revizuită 2022
Versiunea Bartolomeu Anania, 2001
Versiunea Biblică Trinitariană, 2002
Versiunea_Dumitru_Cornilescu_1924
Romanian Cornilescu Reference Bible Cyrillic script – Библия Думитру Корнилеску
Baltic Romani Bible 2019 – Библия - Пэ Балтитко Романи чиб (Романэс) 2019
Biblija - Pe Baltitko Romani čib (Romanes) 2019 Baltic Romani Bible
O Debleskro Drom - I Bibla an o Romano Rakepen 2021
Kalderash Romani Cornilescu Bible 2020 (Romania)
Библия-Агапэ, 2004
Библия под ред. М.П. Кулакова и М.М. Кулакова, 2015
Священное Писание, Восточный перевод, 2009
Восточный перевод, 2013
Священное Писание, Восточный перевод, версия «Аллах» 2009
Восточный перевод, версия с «Аллахом», 2013
Священное Писание, Восточный перевод, таджикская версия, 2009
Восточный перевод, версия для Таджикистана, 2013
Библия Юбилейная
Еврейские Писания (Ветхий Завет) Макарий, 1867
Святая Библия: Современный перевод
Святая Библия: Современный перевод, 2014
Танах Сборник лучших переводов (5 авторов)
Библия в русском переводе с приложениями ("Брюссельская Библия"), 1973
MMA SHIYYA
Samburu
Samoan Old Version Bible – O LE TUSI PAIA
La Bible en Sango courant – Mbeti ti Nzapa
Sanskrit
Santali
KITAB SUCI ZABUR INJIL
Scots Gaelic 1992 – Am Bìoball Gàidhlig 199
Cibverano Cipsa Cisena
Cibverano Cipsa
Библија: Савремени српски превод
New Serbian Translation - Cyrillic Нови српски превод, 2017
Novi srpski prevod, 2017
Библија, Караджич, 1865
štampan latinicom serbian Biblija
NQAARIIT NE ROOG
САҤА КЭС ТЫЛ
Библия- Yakut
Библия- Yakut 2021
Kishambala
Bhaibheri Dzvene MuChiShona Chanhasi
Bhaibhiri Idzva rechiShona
Original Shona Union Bible 1949 Baiberi Magwaro Matȿene aMŋari
Shona Union Version 2002
Sidama_Qullaawa _Maxaafa
Slovenský Ekumenický Biblia, 2008
Botekov preklad
当代译本修订版 - Chinese Contemporary Bible, 2012
中文英王钦定本 - Chinese King James Version
当代圣经 - Chinese Living Bible Simplified, Red letter edition, 1979
新英语译本 - Chinese New English Translation, 2011
新译本 - Chinese New Version, 1992
圣经恢复本串珠 - Recovery Version Cross References, 2003
新标点和合本 - Chinese Union New Punctuation, 1988
吕振中译本 - Lü Zheng Zhong, 1970
京委本圣经 - Peking Committee Bible, 1899
Sheng Jing - Pinyin (Romanized Chinese)
和合本修订版 - Revised Chinese Union Version, 2010
现代中文译本 - Today's Chinese Version, 1997
思高圣经 - Studium Biblicum Version Simplified, 1968
原文直译参考用(CBOL)
Sindhi Common Language New Testament
Sinhala New Revised Version 2018
Sinhala Revised Old Version
Slovenský evanjelický preklad.
Preklad Jozefa Roháčka AV
Svätá Biblia v preklade Jozefa Roháčka, 1936
Sväté Písmo – katolícky preklad
Biblia – Evanjelický preklad
Dalmatin Bible 1584
Sveto Pismo, Slovenian Bible, 2008
Somali Bible, 2008
BORANA BIBLE – KITAABA WAAQA
BORANA BIBLE – KITAABA WAAQA
KITAABKA QUDUUSKA AH
Јаҥы Кереес
Јаҥы Кереес, Алтай тили
Ndebele
Sukuma Bible 2015 – Bibilia Ilagano Lya Kale 2015
Svenska Karl XII:s Bibel, 1873
nuBibeln (Swedish Contemporary Bible)
Svenska Bibelsällskapet
Svenska Folkbibeln, 1998
Svenska 1917
Den Heliga Skrift
Ang Biblia, 1978
Ang Biblia, 2001
Ang Bagong Ang Biblia
Ang Salita ng Dios, 2015
Magandang Balita Biblia, 2005
Tagalog Form-Based Bible
Magandang Balita Biblia
TAITA BIBLE – Biblia Ilagho Jiboie Kwa Wandu Wose
Китоби Муқаддас 1992, 2016
Tamil Romanised Bible 2019
திருவிவிலியம் - Thiruviviliam
இந்திய சமகால தமிழ் மொழிபெயர்ப்பு 2022 - Indian Tamil Contemporary Version 2022
பரிசுத்த பைபிள் - Tamil Easy-to-Read Version
இந்திய திருத்திய பதிப்பு 2017, Tamil Indian Revised Version 2017 - TIRV
பரிசுத்த வேதாகமம் 2017 - Tamil Holy Bible 2017 - Old Version - O.V
இந்திய திருத்திய பதிப்பு 2019, Tamil Indian Revised Version 2019 - TIRV
Изге Язма, 2015
పరిశుద్ధ గ్రంథము, Telugu Bible: Easy-to-Read Version
పవిత్ర బైబిల్
Ebaibuli 1961
Holy Bible: Easy-to-Read Translation – พระคริสตธรรมคัมภีร์: ฉบับอ่านเข้าใจง่าย
New Thai Version (NTV) – พระคัมภีร์ ฉบับแปลใหม่
ไทยฉบับ KJV, Thai KJV, 2003
Thai New Contemporary Version (ฉบับอมตธรรมร่วมสมัย)
Thai Holy Bible – พระคริสตธรรมคัมภีร์ Thai OV 83
ฉบับมาตรฐาน, 2011
Thai Holy Bible 1971 – พระคัมภีร์ไทย ฉบับ 1971
Central Tibetan Bible
Tibetan — པོད་སྐད་Tibetan Old Testament 2011
དམ་པའི་གསུང་རབ་བོད་འགྱུར་གསར་མ།-New Tibetan Bible
መ/ቅዱስ ትግርኛ, Tigrigna Bible, 1997
መ/ቅዱስ ትግርኛ, Tigrigna Bible, 1
Ȧŋlemrȧnɛ Ȧfu
TIV OLD BIBLE NO REF – ICIGHAN BIBILO
KO E TOH TAPU KATOA TONGA
Pa-khek-lé Pe̍h-ōe-jī Sèng-keng, 1933 - Barclay Taiwanese Bible, 1933 - Full Romanization
巴克禮台語聖經漢羅 1933 - Barclay Taiwanese Bible, 1933 - Mixed Sino-Romanization
當代譯本修訂版 - Chinese Contemporary Bible, 2012
中文英王欽定本 - Chinese King James Version
當代聖經 - Chinese Living Bible, Red letter edition, 1979
新英語譯本 - Chinese New English Translation, 2011
新譯本 - Chinese New Version, 1992
聖經恢復本串珠 - Recovery Version Cross References, 2003
新標點和合本串珠 - Chinese Union New Punctuation Cross References, 1988
呂振中譯本 - Lü Zheng Zhong, 1970
京委本聖經 - Peking Committee Bible, 1899
現代中文譯本 - Today's Chinese Version, 1997
環球聖經譯本 - Worldwide Chinese Bible
北京官話譯本, 1878
zabūr 119 - Roman Urdu Geo bible
zabūr
paidāish
ḳhurūj
ahbār
gintī
istisnā
yashūa
quzāt
rūt
1-samūel
2-samūel
1-salātīn
2-salātīn
1-tawārīḳh
2-tawārīḳh
azrā
nahmiyāh
āstar
ayyūb
zabūr
amsāl
wāiz
ġhazal-ul-ġhazalāt
yasāyāh
yarmiyāh
nohā
hizqī'el
dānyāl
hosea
yoel
āmūs
abadiyāh
yūnus
mīkāh
nāhūm
habaqqūq
safaniyāh
hajjī
zakariyāh
malākī
mattī
marqus
lūqā
yūhannā
āmāl
romiyoṅ
1-kurinthiyoṅ
2-kurinthiyoṅ
galatiyoṅ
ifisiyoṅ
filippiyoṅ
kulussiyoṅ
1-thissalunīkiyoṅ
2-thissalunīkiyoṅ
1-tīmuthiyus
2-tīmuthiyus
titus
filemon
ibrāniyoṅ
yāqūb
1-patras
2-patras
1-yūhannā
2-yūhannā
3-yūhannā
yahūdāh
mukāshafā
119
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25
26
27
28
29
30
31
32
33
34
35
36
37
38
39
40
41
42
43
44
45
46
47
48
49
50
51
52
53
54
55
56
57
58
59
60
61
62
63
64
65
66
67
68
69
70
71
72
73
74
75
76
77
78
79
80
81
82
83
84
85
86
87
88
89
90
91
92
93
94
95
96
97
98
99
100
101
102
103
104
105
106
107
108
109
110
111
112
113
114
115
116
117
118
119
120
121
122
123
124
125
126
127
128
129
130
131
132
133
134
135
136
137
138
139
140
141
142
143
144
145
146
147
148
149
150
zabūr 119
1
mubārak haiṅ wuh jin kā chāl-chalan be'ilzām hai, jo rab kī sharīat ke mutābiq zindagī guzārte haiṅ.
2
mubārak haiṅ wuh jo us ke ahkām par amal karte aur pūre dil se us ke tālib rahte haiṅ,
3
jo badī nahīṅ karte balki us kī rāhoṅ par chalte haiṅ.
4
tū ne hameṅ apne ahkām die haiṅ, aur tū chāhtā hai ki ham har lihāz se un ke tābe raheṅ.
5
kāsh merī rāheṅ itnī puḳhtā hoṅ ki maiṅ sābitqadmī se tere ahkām par amal karūṅ!
6
tab maiṅ sharmindā nahīṅ hūṅgā, kyūṅki merī āṅkheṅ tere tamām ahkām par lagī raheṅgī.
7
jitnā maiṅ tere bā-insāf faisloṅ ke bāre meṅ sīkhūṅgā utnā hī diyānatdār dil se terī satāish karūṅga.
8
tere ahkām par maiṅ har waqt amal karūṅga. mujhe pūrī tarah tark na kar!
9
naujawān apnī rāh ko kis tarah pāk rakhe? is tarah ki tere kalām ke mutābiq zindagī guzāre.
10
maiṅ pūre dil se terā tālib rahā hūṅ. mujhe apne ahkām se bhaṭakne na de.
11
maiṅ ne terā kalām apne dil meṅ mahfūz rakhā hai tāki terā gunāh na karūṅ.
12
ai rab, terī hamd ho! mujhe apne ahkām sikhā.
13
apne hoṅṭoṅ se maiṅ dūsroṅ ko tere muṅh kī tamām hidāyāt sunātā hūṅ.
14
maiṅ tere ahkām kī rāh se utnā lutfandoz hotā hūṅ jitnā ki har tarah kī daulat se.
15
maiṅ terī hidāyāt meṅ mahw-e-ḳhyāl rahūṅgā aur terī rāhoṅ ko taktā rahūṅgā.
16
maiṅ tere farmānoṅ se lutfandoz hotā hūṅ aur terā kalām nahīṅ bhūltā.
17
apne ḳhādim se bhalāī kar tāki maiṅ zindā rahūṅ aur tere kalām ke mutābiq zindagī guzārūṅ.
18
merī āṅkhoṅ ko khol tāki terī sharīat ke ajāib dekhūṅ.
19
duniyā meṅ maiṅ pardesī hī hūṅ. apne ahkām mujh se chhupāe na rakh!
20
merī jān har waqt terī hidāyāt kī ārzū karte karte niḍhāl ho rahī hai.
21
tū maġhrūroṅ ko ḍānṭtā hai. un par lānat jo tere ahkām se bhaṭak jāte haiṅ!
22
mujhe logoṅ kī tauhīn aur tahqīr se rihāī de, kyūṅki maiṅ tere ahkām ke tābe rahā hūṅ.
23
go buzurg mere ḳhilāf mansūbe bāndhne ke lie baiṭh gae haiṅ, terā ḳhādim tere ahkām meṅ mahw-e-ḳhyāl rahtā hai.
24
tere ahkām se hī maiṅ lutf uṭhātā hūṅ, wuhī mere mushīr haiṅ.
25
merī jān ḳhāk meṅ dab gaī hai. apne kalām ke mutābiq merī jān ko tāzādam kar.
26
maiṅ ne apnī rāheṅ bayān kīṅ to tū ne merī sunī. mujhe apne ahkām sikhā.
27
mujhe apne ahkām kī rāh samajhne ke qābil banā tāki tere ajāib meṅ mahw-e-ḳhyāl rahūṅ.
28
merī jān dukh ke māre niḍhāl ho gaī hai. mujhe apne kalām ke mutābiq taqwiyat de.
29
fareb kī rāh mujh se dūr rakh aur mujhe apnī sharīat se nawāz.
30
maiṅ ne wafā kī rāh iḳhtiyār karke tere āīn apne sāmne rakhe haiṅ.
31
maiṅ tere ahkām se lipṭā rahtā hūṅ. ai rab, mujhe sharmindā na hone de.
32
maiṅ tere farmānoṅ kī rāh par dauṛtā hūṅ, kyūṅki tū ne mere dil ko kushādagī baḳhshī hai.
33
ai rab, mujhe apne āīn kī rāh sikhā to maiṅ umr bhar un par amal karūṅga.
34
mujhe samajh atā kar tāki terī sharīat ke mutābiq zindagī guzārūṅ aur pūre dil se us ke tābe rahūṅ.
35
apne ahkām kī rāh par merī rāhnumāī kar, kyūṅki yihī maiṅ pasand kartā hūṅ.
36
mere dil ko lālach meṅ āne na de balki use apne farmānoṅ kī taraf māil kar.
37
merī āṅkhoṅ ko bātil chīzoṅ se pher le, aur mujhe apnī rāhoṅ par saṅbhāl kar merī jān ko tāzādam kar.
38
jo wādā tū ne apne ḳhādim se kiyā wuh pūrā kar tāki log terā ḳhauf māneṅ.
39
jis ruswāī se mujhe ḳhauf hai us kā ḳhatrā dūr kar, kyūṅki tere ahkām achchhe haiṅ.
40
maiṅ terī hidāyāt kā shadīd ārzūmand hūṅ, apnī rāstī se merī jān ko tāzādam kar.
41
ai rab, terī shafqat aur wuh najāt jis kā wādā tū ne kiyā hai mujh tak pahuṅche
42
tāki maiṅ be'izzatī karne wāle ko jawāb de sakūṅ. kyūṅki maiṅ tere kalām par bharosā rakhtā hūṅ.
43
mere muṅh se sachchāī kā kalām na chhīn, kyūṅki maiṅ tere farmānoṅ ke intizār meṅ hūṅ.
44
maiṅ har waqt terī sharīat kī pairawī karūṅga, ab se abad tak us meṅ qāim rahūṅgā.
45
maiṅ khule maidān meṅ chaltā phirūṅga, kyūṅki tere āīn kā tālib rahtā hūṅ.
46
maiṅ sharm kie baġhair bādshāhoṅ ke sāmne tere ahkām bayān karūṅga.
47
maiṅ tere farmānoṅ se lutfandoz hotā hūṅ, wuh mujhe pyāre haiṅ.
48
maiṅ apne hāth tere farmānoṅ kī taraf uṭhāūṅgā, kyūṅki wuh mujhe pyāre haiṅ. maiṅ terī hidāyāt meṅ mahw-e-ḳhyāl rahūṅgā.
49
us bāt kā ḳhayāl rakh jo tū ne apne ḳhādim se kī aur jis se tū ne mujhe ummīd dilāī hai.
50
musībat meṅ yihī tasallī kā bāis rahā hai ki terā kalām merī jān ko tāzādam kartā hai.
51
maġhrūr merā had se zyādā mazāq uṛāte haiṅ, lekin maiṅ terī sharīat se dūr nahīṅ hotā.
52
ai rab, maiṅ tere qadīm farmān yād kartā hūṅ to mujhe tasallī miltī hai.
53
bedīnoṅ ko dekh kar maiṅ āg-bagūlā ho jātā hūṅ, kyūṅki unhoṅ ne terī sharīat ko tark kiyā hai.
54
jis ghar meṅ maiṅ pardesī hūṅ us meṅ maiṅ tere ahkām ke gīt gātā rahtā hūṅ.
55
ai rab, rāt ko maiṅ terā nām yād kartā hūṅ, terī sharīat par amal kartā rahtā hūṅ.
56
yih terī baḳhshish hai ki maiṅ tere āīn kī pairawī kartā hūṅ.
57
rab merī mīrās hai. maiṅ ne tere farmānoṅ par amal karne kā wādā kiyā hai.
58
maiṅ pūre dil se terī shafqat kā tālib rahā hūṅ. apne wāde ke mutābiq mujh par mehrbānī kar.
59
maiṅ ne apnī rāhoṅ par dhyān de kar tere ahkām kī taraf qadam baṛhāe haiṅ.
60
maiṅ nahīṅ jhijaktā balki bhāg kar tere ahkām par amal karne kī koshish kartā hūṅ.
61
bedīnoṅ ke rassoṅ ne mujhe jakaṛ liyā hai, lekin maiṅ terī sharīat nahīṅ bhūltā.
62
ādhī rāt ko maiṅ jāg uṭhtā hūṅ tāki tere rāst farmānoṅ ke lie terā shukr karūṅ.
63
maiṅ un sab kā sāthī hūṅ jo terā ḳhauf mānte haiṅ, un sab kā dost jo terī hidāyāt par amal karte haiṅ.
64
ai rab, duniyā terī shafqat se māmūr hai. mujhe apne ahkām sikhā!
65
ai rab, tū ne apne kalām ke mutābiq apne ḳhādim se bhalāī kī hai.
66
mujhe sahīh imtiyāz aur irfān sikhā, kyūṅki maiṅ tere ahkām par īmān rakhtā hūṅ.
67
is se pahle ki mujhe past kiyā gayā maiṅ āwārā phirtā thā, lekin ab maiṅ tere kalām ke tābe rahtā hūṅ.
68
tū bhalā hai aur bhalāī kartā hai. mujhe apne āīn sikhā!
69
maġhrūroṅ ne jhūṭ bol kar mujh par kīchaṛ uchhālī hai, lekin maiṅ pūre dil se terī hidāyāt kī farmāṅbardārī kartā hūṅ.
70
un ke dil akaṛ kar behiss ho gae haiṅ, lekin maiṅ terī sharīat se lutfandoz hotā hūṅ.
71
mere lie achchhā thā ki mujhe past kiyā gayā, kyūṅki is tarah maiṅ ne tere ahkām sīkh lie.
72
jo sharīat tere muṅh se sādir huī hai wuh mujhe sone-chāṅdī ke hazāroṅ sikkoṅ se zyādā pasand hai.
73
tere hāthoṅ ne mujhe banā kar mazbūt bunyād par rakh diyā hai. mujhe samajh atā farmā tāki tere ahkām sīkh lūṅ.
74
jo terā ḳhauf mānte haiṅ wuh mujhe dekh kar ḳhush ho jāeṅ, kyūṅki maiṅ tere kalām ke intizār meṅ rahtā hūṅ.
75
ai rab, maiṅ ne jān liyā hai ki tere faisle rāst haiṅ. yih bhī terī wafādārī kā izhār hai ki tū ne mujhe past kiyā hai.
76
terī shafqat mujhe tasallī de, jis tarah tū ne apne ḳhādim se wādā kiyā hai.
77
mujh par apne rahm kā izhār kar tāki merī jān meṅ jān āe, kyūṅki maiṅ terī sharīat se lutfandoz hotā hūṅ.
78
jo maġhrūr mujhe jhūṭ se past kar rahe haiṅ wuh sharmindā ho jāeṅ. lekin maiṅ tere farmānoṅ meṅ mahw-e-ḳhyāl rahūṅgā.
79
kāsh jo terā ḳhauf mānte aur tere ahkām jānte haiṅ wuh mere pās wāpas āeṅ!
80
merā dil tere āīn kī pairawī karne meṅ be'ilzām rahe tāki merī ruswāī na ho jāe.
81
merī jān terī najāt kī ārzū karte karte niḍhāl ho rahī hai, maiṅ tere kalām ke intizār meṅ hūṅ.
82
merī āṅkheṅ tere wāde kī rāh deḳhte deḳhte dhundlā rahī haiṅ. tū mujhe kab tasallī degā?
83
maiṅ dhueṅ meṅ sukaṛī huī mashk kī mānind hūṅ lekin tere farmānoṅ ko nahīṅ bhūltā.
84
tere ḳhādim ko mazīd kitnī der intizār karnā paṛegā? tū merā tāqqub karne wāloṅ kī adālat kab karegā?
85
jo maġhrūr terī sharīat ke tābe nahīṅ hote unhoṅ ne mujhe phaṅsāne ke lie gaṛhe khod lie haiṅ.
86
tere tamām ahkām purwafā haiṅ. merī madad kar, kyūṅki wuh jhūṭ kā sahārā le kar merā tāqqub kar rahe haiṅ.
87
wuh mujhe rū-e-zamīn par se miṭāne ke qarīb hī haiṅ, lekin maiṅ ne tere āīn ko tark nahīṅ kiyā.
88
apnī shafqat kā izhār karke merī jān ko tāzādam kar tāki tere muṅh ke farmānoṅ par amal karūṅ.
89
ai rab, terā kalām abad tak āsmān par qāim-o-dāim hai.
90
terī wafādārī pusht-dar-pusht rahtī hai. tū ne zamīn kī bunyād rakhī, aur wuh wahīṅ kī wahīṅ barqarār rahtī hai.
91
āj tak āsmān-o-zamīn tere farmānoṅ ko pūrā karne ke lie hāzir rahte haiṅ, kyūṅki tamām chīzeṅ terī ḳhidmat karne ke lie banāī gaī haiṅ.
92
agar terī sharīat merī ḳhushī na hotī to maiṅ apnī musībat meṅ halāk ho gayā hotā.
93
maiṅ terī hidāyāt kabhī nahīṅ bhūlūṅgā, kyūṅki un hī ke zarī'e tū merī jān ko tāzādam kartā hai.
94
maiṅ terā hī hūṅ, mujhe bachā! kyūṅki maiṅ tere ahkām kā tālib rahā hūṅ.
95
bedīn merī tāk meṅ baiṭh gae haiṅ tāki mujhe mār ḍāleṅ, lekin maiṅ tere āīn par dhyān detā rahūṅgā.
96
maiṅ ne dekhā hai ki har kāmil chīz kī had hotī hai, lekin tere farmān kī koī had nahīṅ hotī.
97
terī sharīat mujhe kitnī pyārī hai! din bhar maiṅ us meṅ mahw-e-ḳhyāl rahtā hūṅ.
98
terā farmān mujhe mere dushmanoṅ se zyādā dānishmand banā detā hai, kyūṅki wuh hameshā tak merā ḳhazānā hai.
99
mujhe apne tamām ustādoṅ se zyādā samajh hāsil hai, kyūṅki maiṅ tere āīn meṅ mahw-e-ḳhyāl rahtā hūṅ.
100
mujhe buzurgoṅ se zyādā samajh hāsil hai, kyūṅki maiṅ wafādārī se tere ahkām kī pairawī kartā hūṅ.
101
maiṅ ne har burī rāh par qadam rakhne se gurez kiyā hai tāki tere kalām se lipṭā rahūṅ.
102
maiṅ tere farmānoṅ se dūr nahīṅ huā, kyūṅki tū hī ne mujhe tālīm dī hai.
103
terā kalām kitnā lazīz hai, wuh mere muṅh meṅ shahd se zyādā mīṭhā hai.
104
tere ahkām se mujhe samajh hāsil hotī hai, is lie maiṅ jhūṭ kī har rāh se nafrat kartā hūṅ.
105
terā kalām mere pāoṅ ke lie charāġh hai jo merī rāh ko raushan kartā hai.
106
maiṅ ne qasam khāī hai ki tere rāst farmānoṅ kī pairawī karūṅga, aur maiṅ yih wādā pūrā bhī karūṅga.
107
mujhe bahut past kiyā gayā hai. ai rab, apne kalām ke mutābiq merī jān ko tāzādam kar.
108
ai rab, mere muṅh kī razākārānā qurbāniyoṅ ko pasand kar aur mujhe apne āīn sikhā!
109
merī jān hameshā ḳhatre meṅ hai, lekin maiṅ terī sharīat nahīṅ bhūltā.
110
bedīnoṅ ne mere lie phandā tayyār kar rakhā hai, lekin maiṅ tere farmānoṅ se nahīṅ bhaṭkā.
111
tere ahkām merī abadī mīrās ban gae haiṅ, kyūṅki un se merā dil ḳhushī se uchhaltā hai.
112
maiṅ ne apnā dil tere ahkām par amal karne kī taraf māil kiyā hai, kyūṅki is kā ajr abadī hai.
113
maiṅ dodiloṅ se nafrat lekin terī sharīat se muhabbat kartā hūṅ.
114
tū merī panāhgāh aur merī ḍhāl hai, maiṅ tere kalām ke intizār meṅ rahtā hūṅ.
115
ai badkāro, mujh se dūr ho jāo, kyūṅki maiṅ apne ḳhudā ke ahkām se lipṭā rahūṅgā.
116
apne farmān ke mutābiq mujhe saṅbhāl tāki zindā rahūṅ. merī ās ṭūṭne na de tāki sharmindā na ho jāūṅ.
117
merā sahārā ban tāki bach kar har waqt tere āīn kā lihāz rakhūṅ.
118
tū un sab ko radd kartā hai jo tere ahkām se bhaṭke phirte haiṅ, kyūṅki un kī dhokebāzī fareb hī hai.
119
tū zamīn ke tamām bedīnoṅ ko nāpāk chāṅdī se ḳhārij kī huī mail kī tarah phaiṅk kar nest kar detā hai, is lie tere farmān mujhe pyāre haiṅ.
120
merā jism tujh se dahshat khā kar thartharātā hai, aur maiṅ tere faisloṅ se ḍartā hūṅ.
121
maiṅ ne rāst aur bā-insāf kām kiyā hai, chunāṅche mujhe un ke hawāle na kar jo mujh par zulm karte haiṅ.
122
apne ḳhādim kī ḳhushhālī kā zāmin ban kar maġhrūroṅ ko mujh par zulm karne na de.
123
merī āṅkheṅ terī najāt aur tere rāst wāde kī rāh deḳhte deḳhte rah gaī haiṅ.
124
apne ḳhādim se terā sulūk terī shafqat ke mutābiq ho. mujhe apne ahkām sikhā.
125
maiṅ terā hī ḳhādim hūṅ. mujhe fahm atā farmā tāki tere āīn kī pūrī samajh āe.
126
ab waqt ā gayā hai ki rab qadam uṭhāe, kyūṅki logoṅ ne terī sharīat ko toṛ ḍālā hai.
127
is lie maiṅ tere ahkām ko sone balki ḳhālis sone se zyādā pyār kartā hūṅ.
128
is lie maiṅ ehtiyāt se tere tamām āīn ke mutābiq zindagī guzārtā hūṅ. maiṅ har farebdih rāh se nafrat kartā hūṅ.
129
tere ahkām tājjubangez haiṅ, is lie merī jān un par amal kartī hai.
130
tere kalām kā inkishāf raushnī baḳhshtā aur sādālauh ko samajh atā kartā hai.
131
maiṅ tere farmānoṅ ke lie itnā pyāsā hūṅ ki muṅh khol kar hāṅp rahā hūṅ.
132
merī taraf rujū farmā aur mujh par wuhī mehrbānī kar jo tū un sab par kartā hai jo tere nām se pyār karte haiṅ.
133
apne kalām se mere qadam mazbūt kar, kisī bhī gunāh ko mujh par hukūmat na karne de.
134
fidyā de kar mujhe insān ke zulm se chhuṭkārā de tāki maiṅ tere ahkām ke tābe rahūṅ.
135
apne chehre kā nūr apne ḳhādim par chamkā aur mujhe apne ahkām sikhā.
136
merī āṅkhoṅ se āṅsū'oṅ kī nadiyāṅ bah rahī haiṅ, kyūṅki log terī sharīat ke tābe nahīṅ rahte.
137
ai rab, tū rāst hai, aur tere faisle durust haiṅ.
138
tū ne rāstī aur baṛī wafādārī ke sāth apne farmān jārī kie haiṅ.
139
merī jān ġhairat ke bāis tabāh ho gaī hai, kyūṅki mere dushman tere farmān bhūl gae haiṅ.
140
terā kalām āzmā kar pāk-sāf sābit huā hai, terā ḳhādim use pyār kartā hai.
141
mujhe zalīl aur haqīr jānā jātā hai, lekin maiṅ tere āīn nahīṅ bhūltā.
142
terī rāstī abadī hai, aur terī sharīat sachchāī hai.
143
musībat aur pareshānī mujh par ġhālib ā gaī haiṅ, lekin maiṅ tere ahkām se lutfandoz hotā hūṅ.
144
tere ahkām abad tak rāst haiṅ. mujhe samajh atā farmā tāki maiṅ jītā rahūṅ.
145
maiṅ pūre dil se pukārtā hūṅ, “ai rab, merī sun! maiṅ tere āīn ke mutābiq zindagī guzārūṅga.”
146
maiṅ pukārtā hūṅ, “mujhe bachā! maiṅ tere ahkām kī pairawī karūṅga.”
147
pau phaṭne se pahle pahle maiṅ uṭh kar madad ke lie pukārtā hūṅ. maiṅ tere kalām ke intizār meṅ hūṅ.
148
rāt ke waqt hī merī āṅkheṅ khul jātī haiṅ tāki tere kalām par ġhaur-o-ḳhauz karūṅ.
149
apnī shafqat ke mutābiq merī āwāz sun! ai rab, apne farmānoṅ ke mutābiq merī jān ko tāzādam kar.
150
jo chālākī se merā tāqqub kar rahe haiṅ wuh qarīb pahuṅch gae haiṅ. lekin wuh terī sharīat se intihāī dūr haiṅ.
151
ai rab, tū qarīb hī hai, aur tere ahkām sachchāī haiṅ.
152
baṛī der pahle mujhe tere farmānoṅ se mālūm huā hai ki tū ne unheṅ hameshā ke lie qāim rakhā hai.
153
merī musībat kā ḳhayāl karke mujhe bachā! kyūṅki maiṅ terī sharīat nahīṅ bhūltā.
154
adālat meṅ mere haq meṅ laṛ kar merā iwazānā de tāki merī jān chhūṭ jāe. apne wāde ke mutābiq merī jān ko tāzādam kar.
155
najāt bedīnoṅ se bahut dūr hai, kyūṅki wuh tere ahkām ke tālib nahīṅ hote.
156
ai rab, tū muta'addid tarīqoṅ se apne rahm kā izhār kartā hai. apne āīn ke mutābiq merī jān ko tāzādam kar.
157
merā tāqqub karne wāloṅ aur mere dushmanoṅ kī baṛī tādād hai, lekin maiṅ tere ahkām se dūr nahīṅ huā.
158
bewafāoṅ ko dekh kar mujhe ghin ātī hai, kyūṅki wuh tere kalām ke mutābiq zindagī nahīṅ guzārte.
159
dekh, mujhe tere ahkām se pyār hai. ai rab, apnī shafqat ke mutābiq merī jān ko tāzādam kar.
160
tere kalām kā lubb-e-lubāb sachchāī hai, tere tamām rāst farmān abad tak qāim haiṅ.
161
sardār bilāwajah merā pīchhā karte haiṅ, lekin merā dil tere kalām se hī ḍartā hai.
162
maiṅ tere kalām kī ḳhushī us kī tarah manātā hūṅ jise kasrat kā māl-e-ġhanīmat mil gayā ho.
163
maiṅ jhūṭ se nafrat kartā balki ghin khātā hūṅ, lekin terī sharīat mujhe pyārī hai.
164
maiṅ din meṅ sāt bār terī satāish kartā hūṅ, kyūṅki tere ahkām rāst haiṅ.
165
jinheṅ sharīat pyārī hai unheṅ baṛā sukūn hāsil hai, wuh kisī bhī chīz se ṭhokar khā kar nahīṅ gireṅge.
166
ai rab, maiṅ terī najāt ke intizār meṅ rahte hue tere ahkām kī pairawī kartā hūṅ.
167
merī jān tere farmānoṅ se lipṭī rahtī hai, wuh use nihāyat pyāre haiṅ.
168
maiṅ tere āīn aur hidāyāt kī pairawī kartā hūṅ, kyūṅki merī tamām rāheṅ tere sāmne haiṅ.
169
ai rab, merī āheṅ tere sāmne āeṅ, mujhe apne kalām ke mutābiq samajh atā farmā.
170
merī iltijāeṅ tere sāmne āeṅ, mujhe apne kalām ke mutābiq chhuṛā!
171
mere hoṅṭoṅ se hamd-o-sanā phūṭ nikle, kyūṅki tū mujhe apne ahkām sikhātā hai.
172
merī zabān tere kalām kī madahsarāī kare, kyūṅki tere tamām farmān rāst haiṅ.
173
terā hāth merī madad karne ke lie tayyār rahe, kyūṅki maiṅ ne tere ahkām iḳhtiyār kie haiṅ.
174
ai rab, maiṅ terī najāt kā ārzūmand hūṅ, terī sharīat se lutfandoz hotā hūṅ.
175
merī jān zindā rahe tāki terī satāish kar sake. tere āīn merī madad kareṅ.
176
maiṅ bhaṭkī huī bheṛ kī tarah āwārā phir rahā hūṅ. apne ḳhādim ko talāsh kar, kyūṅki maiṅ tere ahkām nahīṅ bhūltā.